Ghazal

[Ghazal][bleft]

Sher On Topics

[Sher On Topics][bsummary]

Women Poets

[Women Poets][twocolumns]

Qateel Shifai Mere Naam Se Jal Jate Hain

Mere Naam Se Jal Jate Hain


Garmi-E-Hasrat-E-Nakam Se Jal Jatey Hain
Hum Chiragon Ki Tarah Sham Se Jal Jatey Hain

Bach Nikaltay Hain Agar Atih-E-Sayyad Se Hum
Shola-E-Atish-E-Gulfam Se Jal Jatey Hain

Khudnumayee Toh Nahin Shewa-E-Arbab-E-Wafa
Jin Ko Jalna Ho Wo Aram Se Jal Jatey Hain

Shama Jis Aag Mein Jalti Hai Numaish K Liye
Hum Ussi Aag Mein Gumnam Se Jal Jatey Hain

Jab Bhi Aata Hai Mera Naam Tere Naam K Saath
Janay Kyun Log Mere Naam Se Jal Jatey Hain

Rabta Baham Pe Humayn Kya Na Kahengay Dushman
Ashna Jab Terey Paigam Se Jal Jatey Hain



Shayari-by-Poets-Urdu-Poetry-Shayari-Qateel-Shifai,



















गर्मी-ए-हसरत-ए-नाकाम से जल जाते हैं ।
हम चिरागों की तरह शाम से जल जाते हैं ॥

बच निकलते हैं अगर अतीह-ए-सय्याद से हम।
शोला-ए-आतिश-ए-गुलफाम से जल जाते हैं ॥

खुदनुमाई तो नहीं शेवा-ए-अरबाब-ए-वफा ।
जिनको जलना हो वो आराम से जल जाते हैं ॥

शमा जिस आग में जलती है नुमाइश के लिए ।
हम उसी आग में गुमनाम से जल जाते हैं ॥

जब भी आता है मेरा नाम तेरे नाम के साथ ।
जाने क्यों लोग मेरे नाम से जल जाते हैं ॥

रब्ता बहम पे हुमाई क्या ना कहेंगे दुश्मन ।
आशना जब तेरे पैगाम से जल जाते हैं !!


Urdu Poetry Shayari Qateel Shifai,   


कोई टिप्पणी नहीं: