Parveen Shakir Aadat Hi Bana Li Hai Is Shahar Ke Logon Ne
Labels:
अंदाज़,
आदत,
आवाज़,
एतबार-भरोसा,
दुनिया-देश,
रफ़्तार,
रिश्ते,
शहर,
Parveen Shakir,
Poetry,
Women Ghazal,
Women Poets
Aadat Hi Bana Li Hai Is Shahar Ke Logon Ne - Parveen Shakir
आदत ही बना ली है इस शहर के लोगो ने,
अंदाज़ बदल लेना, आवाज़ बदल लेना.
दुनिया की मोहब्बत में एतबार बदल लेना,
मौसम जो नए आये रफ़्तार बदल लेना.
Aadat Hi Bana Li Hai Is Shahar Ke Logon Ne
Andaaz Badal Lena, Awaaz Badal Lena
Duniya Ki Muhabbat Main Atwaar Badal Lena
Mausam Jo Naye Aaye Raftaar Badal Lena
Aghyaar Wohi Rakhna Aehbaab Badal Lena
Aadat Hi Bana Li Hai Es Shehar Ke Logon Ne
Rasty Main Agar Milna Nazron Ko Jhooka Lena
Awaaz Agar Do To Katra Ke Nikal Jana
Har Ek Say Juda Rehna Har Ek Say Khafa Rehna Har Ek Ka Gila Karna
Jaty Hoye Raahi Ko Manzil Ka Pata Day Kar Rasty Main Rula Dena..
Parveen Shakir is based on the Poetry of very famous poet
कोई टिप्पणी नहीं: